SEARCH RESULTS
Showing search results for "az-azal"
Ghazal MATCHES FOR "az-azal"
Ghazal
az azal shauq kisii Gair kaa diivaana rahaa
aur apno.n se hamesha ko.ii an-jaanaa rahaa
Tasnim Abbas Quraishi
Ghazal
az azal taa-ba abad mahv-e-tamaashaa honaa
mai.n vo huu.n jisko na marnaa hai na paidaa honaa
Asghar Gondvi
Ghazal
haal thaa haal na maazii thaa na thaa mustaqbil
az-azal taa-ba-abad jalva-ba-ra.anaa.ii thaa
Sahir Dehlavi
Ghazal
hayaat raas na aa.e ajal bahaana kare
tire baGair bhii jiinaa pa.De KHudaa na kare
Shaz Tamkanat
Ghazal
palaT ke jaanib-e-ahl-o-ayaal dekhtaa huu.n
kabhii jab apne lahuu me.n ubaal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
badal-e-lazzat-e-aazaar kahaa.n se laa.uu.n
ab tujhe ai sitam-e-yaar kahaa.n se laa.uu.n
Hasrat Mohani
Ghazal
karishmaa-saaz-e-azal kyaa tilism baa.ndhaa hai
pariida rang hai har naqsh phir bhii pyaaraa hai
Mahmood Ayaz
Ghazal
aazaar bahut lazzat-e-aazaar bahut hai
dil dast-e-sitam-gar kaa talabgaar bahut hai
Ajmal Ajmali
Ghazal
dil mubtalaa-e-lazzat-e-aazaar hii rahaa
marnaa firaaq-e-yaar me.n dushvaar hii rahaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'taabish' havas-e-lazzat-e-aazaar kahaa.n tak
raahat se ye Gam phir bhii mire yaar kahaa.n tak