SEARCH RESULTS
Showing search results for "aziim"
Ghazal MATCHES FOR "aziim"
Ghazal
ham bahut duur nikal aa.e hai.n chalte chalte
ab Thahar jaa.e.n kahii.n shaam ke Dhalte Dhalte
Iqbal Azeem
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
apne markaz se agar duur nikal jaa.oge
KHvaab ho jaa.oge afsaano.n me.n Dhal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
ba.Dhaa loge agar tum faasle mujh se kabhii 'aazim'
to ruudaad-e-dil-e-naashaad phir kis ko sunaa.oge
Aazim Kohli
Ghazal
maanaa ki zindagii se hame.n kuchh milaa bhii hai
is zindagii ko ham ne bahut kuchh diyaa bhii hai
Iqbal Azeem
Ghazal
ai ahl-e-vafaa daad-e-jafaa kyuu.n nahii.n dete
so.e hu.e zaKHmo.n ko jagaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
kuchh aise zaKHm bhii dar-parda ham ne khaa.e hai.n
jo ham ne apne rafiiqo.n se bhii chhupaa.e hai.n
Iqbal Azeem
Ghazal
Ahmad Azeem
Ghazal
gudaaz qalb KHushii se bhalaa kisii ko milaa
aziim vasf hii insaan kaa udaasii hai
Irfan Sattar
Ghazal
tum Gairo.n se ha.ns ha.ns ke mulaaqaat karo ho
aur ham se vahii zahr-bharii baat karo ho
Iqbal Azeem
Ghazal
Azeem Kamil
Ghazal
apne maazii se jo virse me.n mile hai.n ham ko
un usuulo.n kii tijaarat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
dil nahii.n 'aazim' chalo jaa.n hii sahii
KHair us ne mujh se kuchh maa.ngaa to hai