SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-aafiyat"
Ghazal MATCHES FOR "ba-aafiyat"
Ghazal
ba-aafiyat guzar aa.e the har talaatum se
magar kinaare pe ab Duubne kaa Dar hai miyaa.n
Waqar Manvi
Ghazal
zulf-e-vafaa to pahle sa.nvaaro ba-ehtiyaat
phir jazba-haa-e-shauq ubhaaro ba-ehtiyaat
Aasi Faiqi
Ghazal
ba-ehtiyaat mire paas se guzar bhii gayaa
vo be-niyaaz rahaa aur baa-KHabar bhii gayaa
Shakeeb Rizvi
Ghazal
ba-pech-o-taab-e-havas silk-e-aafiyat mat to.D
nigaah-e-ajz sar-e-rishta-e-salaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Guncha taa shaguftan-haa barg-e-aafiyat maa'luum
baa-vajuud-e-dil-jam.ii KHvaab-e-gul pareshaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
siim-o-zar chaahe na almaas-o-guhar maa.nge hai
dil to darvesh hai ulfat kii nazar maa.nge hai
Nau Bahar Sabir
Ghazal
dil ko banaa ke nuqta-e-parkaar-e-aafiyat
paa-e-talab ba-himmat-e-mardaa.n nikaaliye
Sahir Dehlavi
Ghazal
rahii hai parda-e-ulfat me.n maslahat kyaa kyaa
adaavato.n me.n hu.ii hai mufaahamat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
kabhii bijliyaa.n raunaq-e-gulsitaa.n thii.n
shajar aaj be-aashiyaa.n dekhtaa huu.n
Hirman Khairabadi
Ghazal
phir is ke baa'd jo honaa hai ho rahe sar-e-dast
bisaat-e-aafiyat-e-jaa.n ulaT ke dekhte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Khurshid Khawar Amrohvi
Ghazal
ko.ii junuu.n ko.ii saudaa na sar me.n rakkhaa jaa.e
bas ek rizq kaa manzar nazar me.n rakkhaa jaa.e
Iftikhar Arif
Ghazal
'raaGib' ba-ehtiyaat hii laazim hai guftuguu
dushman ko bhii gazand na pahu.nche zabaan se
Raghib Muradabadi
Ghazal
Tuk ai baaGbaa.n rahm kar bulbulo.n par
KHizaa.n me.n ye be-aashiyaa.n ho ga.ii hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bad-ehtiyaat nahii.n tere zikr me.n 'shaukat'
tire baGair agarche ye bad-havaas to hai
Shaukat Wasti
Ghazal
baa-ehtiyaat nazre.n milaane ke baavajuud
fart-e-adab se aa.nkh jhapaktii zaruur hai
Azeez Mubarakpur
Ghazal
sahraa-navardiyo.n me.n guzaarii hai zindagii
ham gulsitaan-e-dahr me.n be-aashiyaa.n rahe