SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-dil"
Ghazal MATCHES FOR "ba-dil"
Ghazal
Gam-ba-dil shukr-ba-lab mast o Gazal-KHvaa.n chaliye
jab tilak saath tire umr-e-gurezaa.n chaliye
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
suu-e-kalkatta jo ham ba-dil-e-diivaana chale
gungunaate hu.e ik shoKH kaa afsaana chale
Akhtar Shirani
Ghazal
zamzama kis kii zabaa.n par ba-dil-e-shaad aayaa
mu.nh na kholaa thaa ki par baa.ndhne sayyaad aayaa
Amanat Lakhnavi
Ghazal
dil-ba-dil aa.iina hai dair o haram
haq jo puuchho ek dar hai do taraf
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ham dard-ba-dil naalaa.n vo dast-ba-dil hairaa.n
ai ishq to kyaa zaalim teraa hii zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Basit Bhopali
Ghazal
jab vaj.h-e-shikaayat thii baham baat zaraa sii
baaham ba-dil iKHlaas isii dauraan rahaa hai
Shaukat Wasti
Ghazal
ye bhii hu.aa ki baa-dil-e-naa-KHvaasta kabhii
zinda haqiiqato.n se mukarnaa pa.Daa mujhe
Adeel Zaidi
Ghazal
mai.n chal rahaa huu.n baa-dil-e-naa-KHvaasta magar
haalaat kii giraft me.n patvaar kii tarah
Ayaz Ahmad Talib
Ghazal
aaj vo bhuul sudhaaruu.n to sudhaaruu.n kaise
us ko ruKHsat ba-dil-e-shaad kiyaa hai mai.n ne
Rauf Raza
Ghazal
hai Gulaamii 'asar' ko hazrat-e-'dard'
ba-dil-o-jaa.n tirii janaab ke biich
Syed Mohammad Meer Asar
Ghazal
ik yahii KHvaab-e-guzishta kii nishaanii rah ga.ii
dil-ba-dil dekhe.n to kaisii be-zabaanii rah ga.ii
Shaheen Abbas
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
baar baar is shahr ko 'betaab' kyuu.n
baa-dil-e-naa-KHvaasta jaataa huu.n mai.n