SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-tarf"
Ghazal MATCHES FOR "ba-tarf"
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
raat be-tarah dha.Dkaa aasmaan kaa siinaa
kahkashaa.n sirhaane thii TuuTtaa thaa aa.iinaa
Mehdi Jafar
Ghazal
be-tarah aap kii yaado.n ne sataayaa hai mujhe
chaandnii raato.n ne aa aa ke rulaayaa hai mujhe
Mumtaz Mirza
Ghazal
Mahmood Shaam
Ghazal
be-tarah in me.n ulajh jaa.egaa naadaanii na kar
vaaqi.aat-e-umr-e-rafta par nazar saanii na kar
Arsh Sahbai
Ghazal
tujh bin bahut hii kaTtii hai auqaat be-tarah
juu.n-tuu.n ke din to guzre hai par raat be-tarah
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
maa.nge hai tire milne ko be-tarah se dil aaj
kal kyaa hai jo milnaa hai mirii jaan tuu mil aaj
Qayem Chaandpuri
Ghazal
bar taraf kar ke takalluf ik taraf ho jaa.iye
mustaqil mil jaa.iye yaa mustaqil kho jaa.iye
Javed Saba
Ghazal
Gaafil ba-vahm-e-naaz KHud-aaraa hai varna yaa.n
be-shaana-e-sabaa nahii.n turra gayaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
us kii jab bazm se ham ho ke ba-ta.ng aate hai.n
apne saath aap hii karte hu.e jang aate hai.n