SEARCH RESULTS
Showing search results for "baKHtii"
Ghazal MATCHES FOR "baKHtii"
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chamak ke aur ba.Dhaa.o mirii siyah-baKHtii
kisii ke ghar ke ujaalo tumhe.n kisii se kyaa
Saifuddin Saif
Ghazal
Aasi uldani
Ghazal
siyah-baKHtii me.n tirii zaat bhii shaamil hai 'alii'
tuu kisii taur use duur haTaa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
Meer Anees
Ghazal
kahaa.n chho.D aa.ii merii tiira-baKHtii
vo raate.n nuur kii vo din sunahre
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
baKHt-e-be-daar se vo chaa.nd mire haath aayaa
aasmaa.n tak hai.n mire dast-nigar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
naam-e-bad-baKHti-e-ushshaaq-e-KHizaa.n hai bulbul
tuu agar nikle chaman se to bahaar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hai is me.n raqam haal-e-siyah-baKHtii-e-aashiq
ye naama ko.ii baa.ndh do ab zaaG ke par me.n
Shah Naseer
Ghazal
ba.Dhtii jaatii hai jo mashq-e-sitam us zaalim kii
kuchh mohabbat mirii islaah magar detii hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
zikr chhi.D jaa.e agar qaum kii bad-baKHtii kaa
rahnumaa.o.n kii taraf ko.ii ishaara na karo
Hafeez Merathi
Ghazal
na jaane hijr kii raat aur mirii siyah-baKHtii
kahaa.n kahaa.n ke a.ndhere sameT laa.ii hai
Qamar Jalalvi
Ghazal
ilaahii KHair ye 'aalam siyaah-baKHtii kaa
sukuun maa.ngiye aur zulf-e-yaar aa jaa.e
Qadeer Piyarepuri
Ghazal
ye merii soKHta-baKHtii nahii.n to phir kyaa hai
vo phuul laa.e to meraa mazaar bhii na milaa
Maher Chand Kausar
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
'auj' kaj-baKHtii-e-arbaab-e-suKHan se kyaa bahs
daaman-e-gul kabhii kaa.nTo.n me.n na uljhaa dekhaa
Auj lakhnavi
Ghazal
mai.n shikva-sanj nahii.n apnii tiira-baKHtii kaa
magar bataa.o to ye sub.h-e-zar-fishaa.n kyaa hai