SEARCH RESULTS
Showing search results for "baar-e-khuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "baar-e-khuu.n"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
le kaam mujh se saKHt u.Daano.n kaa tuu magar
pahle mirii nigaah mire baal-o-par bhii dekh
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tere dam se thii bahaar-e-zindagii jaan-e-bahaar
zindagii baar-e-garaa.n hai ab tire jaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
baar-haa jii me.n ye aa.ii umr-e-rafta se kahuu.n
shaam hone ko hai ai bhuule musaafir ghar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo KHuun-e-dil hii sahii kuchh qalam se Tapkaa to
chalo nuzuul to ham par bhii rahmato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
isii zamiin pe naachaar lauT kar aa.e
jo aasmaan se uu.nchii u.Daan bhar aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
har baar khii.nch laa.ii hame.n Gairat-e-junuu.n
sau baar yuu.n to ham bhii dar-e-yaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
jo mu.nh chi.Dhaate hai.n aasaar ahd-e-maazii ke
hamaare KHuun me.n aksar ubaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
KHud-aagahii ne lahuu me.n Dubo diyaa mujh ko
shu.uur-e-zaat kii aisii milii sazaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
saKHt biimaar sahii 'taaj' abhii zinda hai
ik musavvir kaa magar KHuun-e-jigar chiiKHtaa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
shor-angez vo KHuu.n-baar havaa bhii aa.e
aur dabe paa.nv kabhii baad-e-sabaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jo mu.nh-cha.Dhaate hai.n aasaar 'ahd-e-maazii ke
hamaare KHuun me.n aksar ubaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dasht-e-paimaa.ii se be-zaar tamannaa.e.n hai.n
baar hai un ko mire qalb kaa mehmaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
ham to aksar KHuun ro.e hai.n javaanii me.n 'naresh'
aur ho.nge jin ke hai ahd-e-javaanii saazgaar