SEARCH RESULTS
Showing search results for "baari-e-tabaa-e-hasrat"
Ghazal MATCHES FOR "baari-e-tabaa-e-hasrat"
Ghazal
namuuna hai takmiil-e-husn-e-suKHan kaa
guhar baari-e-tabaa-e-hasrat nahii.n hai
Hasrat Mohani
Ghazal
baavajuud-e-iddi.aa-e-ittiqaa 'hasrat' mujhe
aaj tak ahd-e-havas kaa vo fasaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
aa.nkho.n me.n sulagtii hu.ii vahshat ke jilau me.n
vo hairat o hasrat kaa jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
umr-e-do-roza taaba-e-hijr-o-visaal hai
ik din agar KHushii hai to ik din malaal hai
Afqar Mohani
Ghazal
kuchh saadgii-e-tab.a thii kuchh maslahat kaa jabr
kaa.nTo.n ko puujte rahe baaG-o-bahaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
hairat Guruur-e-husn se shoKHii se iztiraab
dil ne bhii tere siikh liye hai.n chalan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
lagaa ke KHaana-e-'hasrat' me.n aag kahte hai.n
is aag se na kabhii dekhnaa dhu.aa.n nikle
Hasrat Shadani
Ghazal
ek ham hai.n jo rahe taaba-e-farmaa.n ho kar
ek tum ho jo abas fitna-o-shar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
Gam-e-zamaana Gam-e-aarzuu Gam-e-‘hasrat’
mirii hayaat ko kuchh aur maah-o-saal to de
Hasrat Shadani
Ghazal
hai dil-e-masruur-e-'hasrat' ik tarab-zaar-e-umiid
phuu.nk Daale gar na is gulshan ko naar-e-intizaar
Hasrat Mohani
Ghazal
ik baar thaa sar gardan-e-'hasrat' pe rahe.nge
qaatil tirii shamshiir ke ehsaan hazaaro.n
Hasrat Mohani
Ghazal
taasiir-e-barq-e-husn jo un ke suKHan me.n thii
ik larzish-e-KHafii mire saare badan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
ataa ho soz vo yaa rab junuun-e-'hasrat' ko
ki jis se puKHta ye saudaa-e-KHaam ho jaa.e