SEARCH RESULTS
Showing search results for "baari-e-tabaa-e-hasrat"
Nazm MATCHES FOR "baari-e-tabaa-e-hasrat"
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn e Insha
Nazm
katik ka chand
in kii qismat me.n shab-e-maah ko ronaa kaisaa
in ke siine me.n na hasrat na tamannaa ko.ii
Ibn e Insha
Nazm
kisan
vaaris-e-asraar-e-fitrat faateh-e-ummiid-o-biim
mahram-e-aasaar-e-baaraa.n vaaqif-e-tab.a-e-nasiim
Josh Malihabadi
Nazm
dua
vo jinhe.n taab-e-giraa.n-baarii-e-ayyaam nahii.n
un kii palko.n pe shab o roz ko halkaa kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
etiraf
har masarrat me.n hai raaz-e-Gam-o-hasrat pinhaa.n
kyaa sunogii mirii majruuh javaanii kii pukaar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
phir wahi shab ke sarabon ka chalan!
KHuun-e-dil nazr-e-giraa.n-baari-e-auqaat kare.n
ham tahii-dast jo aaho.n me.n asar maa.ngte hai.n
Akhtar Ziai
Nazm
lahu KHud hi pukar uTThega
qaid se tab.a-e-junuu.n-saaz kahaa.n ruktii hai
jabr se jur.at-e-parvaaz kahaa.n ruktii hai
Payam Fatehpuri
Nazm
ishwar pararthna
shaukat-e-jaah-o-hasham hai manzil-e-maqsuud hai
apne bando.n kii haqiiqat tujh se kab mafquud hai
Tika Ram Sukhan
Nazm
abhi kuchh kaam baqi hain
dar-o-diivaar-e-hasrat me.n zaraa sii bhii.D lag jaa.e to chalte hai.n
KHabar bhejo
Najeeb Ahmad
Nazm
wirsa
chho.Dii ajdaad ne aulaad kii baarii aa.ii
aur aulaad bhii aulaad ko detii aa.ii
Daud Ghazi
Nazm
imroz
shaguft-e-taba ke saamaan-o-saaz hai.n naapaid
sabaa nahii.n chamanistaa.n nahii.n bahaar nahii.n
Meem Hasan Lateefi
Nazm
mauzu-e-suKHan
apnaa mauzu-e-suKHan un ke sivaa aur nahii.n
tab.a-e-shaa.er kaa vatan un ke sivaa aur nahii.n