SEARCH RESULTS
Showing search results for "baariik"
Ghazal MATCHES FOR "baariik"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Dhuu.nDe se bhii na ma.ani-e-baariik jab milaa
dhokaa hu.aa ye mujh ko ki us kii kamar na ho
Ameer Minai
Ghazal
vuuhii.n apnii bhii hai baariik-tar-az-muu gardan
teG ke saath yahaa.n zikr-e-kamar hotaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
teraa badan talvaar sahii kis ko hai jaan aziiz
ab aisii bhii dhaar us kii baariik nahii.n hotii
Zeb Ghauri
Ghazal
kamar-e-yaar ke mazkuur ko jaane de miyaa.n
tuu qadam is me.n na rakh raah ye baariik hai dil
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sab pech kii ye baate.n hai.n shaa'iro.n kii varna
baariik aur naazuk muu kab hai us kamar saa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dhaar talvaar kii thii jaada-e-baariik na thaa
hai hu.aa hashr kaa maidaan ba.Dii mushkil se
Riyaz Khairabadi
Ghazal
hai KHatm yaar-e-jaanii tere dahan kii ta.ngii
kahne kii baat nii.n hai baariik hai mu.ammaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
kamar us kii rashk rag-e-jaa.n hai 'miir'
Garaz is se baariik-tar kuchh nahii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
misro.n me.n Dhal ke aap ke dil me.n utar sake.n
itnaa mai.n har KHayaal ko baariik-tar karuu.n
Jagjit Kafir
Ghazal
kuchh dahan hii nahii.n vahm-e-sho.araa ke nazdiik
muu se baariik kamar bhii hai gumaanii terii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
'ishq' hai baal se baariik siraat-e-mahshar
yaa-'alii' kah ke tabhii us pe sa.nbhal jaa.uu.ngaa
Ishq Aurangabadi
Ghazal
jin raasto.n pe dau.D ke ham tum chale the saath
tanhaa chale to baal se baariik ho ga.e
Shayar Jamali
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
baariik lab pe us ke tabassum kii ik kiran
fitne jo so rahe hai.n jagaatii hai kyaa kahe.n