SEARCH RESULTS
Showing search results for "baariik"
Nazm MATCHES FOR "baariik"
Nazm
ek makDa aur makkhi
laTke hu.e darvaazo.n pe baariik hai.n parde
diivaaro.n ko aa.iino.n se hai mai.n ne sajaayaa
Allama Iqbal
Nazm
naya sal
kitnii baariik hai ye sub.h kii pahlii kiran
kaun jaane ki na.ii daam bhii kyaa laa.egii
Akhtar Payami
Nazm
bambai
sub.he.n shabnam ke baariik malbuus pahne hu.e
KHvaab-aalud kohsaar ke silsile
Ali Sardar Jafri
Nazm
alamiya-e-naqd
ye hai biis sau kaa magar sau se halkaa
hai baariik itnaa ki surma kharal kaa
Fay Seen Ejaz
Nazm
khiDki
ki maazii a.ndhero.n me.n lipTaa hu.aa hai
magar chand baariik kirne.n bhii
Meena Kumari Naz
Nazm
urdu-e-mualla
suft-o-sa.ngii.n yaa libaas-e-aariyat baariik hai
jaama-zebii se qad-e-mauzuu.n par is ke Thiik hai
Safi Lakhnavi
Nazm
lowe
baariik sii dhaar kii KHuunii ra.ngat
tumhaaraa zehnii tavaazun biga.D chukaa hai?
Sidra Sahar Imran
Nazm
sawari unT ki hai
jaise narm aur baariik kaaGaz ke bane ho.n
mom ke tarshe hu.e ho.n
Rafiq Sandelvi
Nazm
id ka chand
apne juu.De me.n sajaa.e hu.e baariik saa chaa.nd
nuur kii shaam phir aa.ii hai charaaGaa.n karne
Nashir Naqvi
Nazm
sabz suraj ki kiran
ra.ng kii baariik-lahre.n
urGuvaanii qurmuzii tho.Daa bahut sone kaa jhilmil-ra.ng
Shamsur Rahman Faruqi
Nazm
diyanat-dar laDki
khare sone kii kaam baariik thaa
vo thii.n dekhne me.n bahut KHushnumaa
Nishtar Jalandhari
Nazm
naya chand
nayaa chaa.nd bhii vaah kyaa KHushnumaa hai
zaraa saa hai baariik hai phaa.nk saa hai
Nishtar Jalandhari
Nazm
samundar agar mere andar aa gire
nigaahe.n uThaa.uu.n to hadd-e-nazar tak
azal aur abad ke sutuuno.n pe baariik saa ek KHema tanaa hai