SEARCH RESULTS
Showing search results for "baazo.n"
Ghazal MATCHES FOR "baazo.n"
Ghazal
ishq bhii taak me.n baiThaa hai nazar-baazo.n kii
dekhnaa sher se aa.nkhe.n na la.Daanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
vo hai khi.Dkii me.n udhar bhii.D nazar-baazo.n kii
aaj us kuuche me.n sunte hai.n qayaamat aa.ii
Aasi Ghazipuri
Ghazal
kahii.n ho na ga.ii ho zamiin parindo.n se KHaalii
khule aasmaan par dekhtaa huu.n phir baazo.n ko
Shahryar
Ghazal
turbat se ko.ii puuchhe naira.ngii-e-zamaana
ba.azo.n ne KHaak Daalii ba.azo.n ne phuul Daale
Muztar Khairabadi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
kuchh kam nahii.n hai.n sho.abda-baazo.n se mai-gusaar
daaruu pilaa ke shaiKH ko aadam se KHar kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Bulbul Kashmiri
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
kuchh Thikaanaa hai parii-zaado.n kii be-rahmii kaa
ishq-baazo.n se qisaas aaTh pahar lete hai.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Akbar Hameedi
Ghazal
mahruum tumhii.n rah ga.e kahte hai.n ye sab log
jaa.n-baazo.n ko kas kar vo kamar khol rahaa hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
aise jaa.n-baazo.n kii ban jaa.e na kyuu.n maut hayaat
muskuraate hu.e 'aasii' jo sar-e-daar aa.e
Aasi Ramnagri
Ghazal
haa.n ye badlii kaalii kaalii jaa.egii
paak-baazo.n me.n bhii Dhaalii jaa.egii
Mubarak Azimabadi
Ghazal
jhuuT KHud bolnaa ulTaa mujhe jhuuTaa kahnaa
sach hai dam-baazo.n ko dam-baaz nazar aate hai.n