SEARCH RESULTS
Showing search results for "badnaam-e-zamaana"
Ghazal MATCHES FOR "badnaam-e-zamaana"
Ghazal
pahle badnaam-e-zamaana thaa 'majiid'
ab to mash.huur hu.aa jaataa hai
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
vallaah mohabbat kaa bharam hai to unhii.n se
badnaam-e-zamaana jo hai.n duniyaa kii nazar me.n
Nadim Balkhi
Ghazal
meraa saaya bhii agar baab-e-tarab tak aayaa
kahnaa badnaam-e-zamaana thaa nasab tak aayaa
Osama Khalid
Ghazal
badnaam-e-zamaana ho 'zahiir' aaj to kyaa Gam
rusvaa.ii kii un tak bhii KHabar jaa.e to jaanuu.n
Zaheer Hasnain
Ghazal
Kanval Malik
Ghazal
tuu hii tanhaa nahii.n badnaam-e-zamaana ai dost
bevafaa terii tarah nau-e-bashar hai ki nahii.n
Mansooruddin Quraishi Mansoor
Ghazal
Tabish Raihan
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ai 'shaan' inqilaab-e-zamaana kii hai.n daliil
ye uljhane.n ye KHvaab-e-pareshaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
log mujh ko mire aaha.ng se pahchaan ga.e
kaun badnaam rahaa shahr-e-suKHan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
but-KHaana-saaz rang-e-zamaana hai kis qadar
chho.Daa na us ne kaa'ba-e-aalii-maqaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
bulbulo.n se nahii.n gulzaar-e-zamaana KHaalii
shukr hai yaa.n bhii ham-aavaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
'bebaak' miTaa saktaa nahii.n ham ko zamaana
ham haq ke liye bar-sar-e-paikaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
samajh to ye ki na samjhe KHud apnaa ra.ng-e-junuu.n
mizaaj ye ki zamaana mizaaj-daa.n hotaa