SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahan"
Ghazal MATCHES FOR "bahan"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kal us ke dost ko baahar se Taalne ke baad
use faqiir bataayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
kyuu.n ha.nsaa.e na mujh se ri.nd ko ba.ng
duKHt-e-raz kii bahan hai saalii hai
Hatim Ali Mehr
Ghazal
kargil aur kashmiir hii tere naam ho.n kyuu.n
bhaa.ii bahan mahbuuba beTii yaa allaah
Nida Fazli
Ghazal
daal bhii chhoTii bahan us kii hai juu.n aatuuje
ek parkaala saa beTaa bhii hai ghar me.n un ke
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
baap kii dastaar beche.n bahan kii khii.nche.n ridaa
mard kii Gairat pe ab niilaam honaa chaahiye
Humaira Gul Tishna
Ghazal
aurat maa.n thii bahan thii daadii thii naanii thii
kore kaaGaz jaisaa bachpan yaad aataa hai
Qaisar Siddiqi
Ghazal
byaaj me.n khet na zevar na vo dhan chaahtaa hai
suud-KHor aaj to beva kaa badan chaahtaa hai
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
maa.n huu.n bahan huu.n beTii shariik-e-hayaat huu.n
rishto.n ke sab taqaaze nibhaate hu.ii chalii
Amrina Qaiser
Ghazal
ko.ii paamaal na kar de kahii.n ismat merii
raah chalne pe bhii hotaa hai bahan ko KHatra
Rizwan Haider
Ghazal
mirii bahan mirii mahbuuba ye ajab shai hai
jahaa.n me.n KHaak nahii.n kuchh jo dost-vaar nahii.n