SEARCH RESULTS
Showing search results for "bahar-haal"
Ghazal MATCHES FOR "bahar-haal"
Ghazal
ham ne har ek mas.ala hal kar liyaa magar
baaqii 'bahaar' zulf ke bas pech-o-KHam rahe
Abdullah Bahar
Ghazal
aalam-e-KHvaab bahar-haal sajaa.e rakhiye
gardane.n jaa.e.n magar sar ko bachaa.e rakhiye
Badnam Nazar
Ghazal
tanhaa raato.n ko bahar-haal javaa.n karnaa hai
raushnii kar na sake ham to dhu.aa.n karnaa hai
Ain Irfan
Ghazal
hujuum-e-Gam me.n bahar-haal muskuraanaa hai
havaa ke ruKH pe charaaG-e-yaqii.n jalaanaa hai
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
duniyaa se bahar-haal ye charchaa nahii.n karnaa
kyaa chaahiye karnaa mujhe aur kyaa nahii.n karnaa
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
ishq kaa khel ba-har-haal gavaaraa hotaa
tum na hote to ko.ii aur hamaaraa hotaa
Muntazir Qaimi
Ghazal
bahar-haal mai.n shukr kartaa huu.n teraa
bahar-haal terii razaa chaahtaa huu.n
Shaida Ambalvi
Ghazal
ta.alluqaat bahar-haal barqaraar to hai.n
jafaa-shi.aar kii ye dushmanii Ganiimat hai
Tajunnisa Taj
Ghazal
bahar-haal un se rahaa ik ta'alluq
sitam yaad aa.e karam yaad aa.e
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
hijr karte yaa ko.ii vasl guzaaraa karte
ham bahar-haal basar KHvaab tumhaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
guzaarnii hai bahar-haal zindagii apnii
kamaa ke dekh liyaa ab ga.nvaa ke dekhe.nge
Hamdam Kashmiri
Ghazal
zindagii apnii bahar-haal guzar jaa.egii
tuu na hogaa tirii diivaar kaa saaya hogaa