SEARCH RESULTS
Showing search results for "bajne"
Ghazal MATCHES FOR "bajne"
Ghazal
ik Duubtii dha.Dkan kii sadaa log na sun le.n
kuchh der ko bajne do ye shahnaa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
saarii bastii ke log is madhur lai me.n kho.e ga.e
duur bajne lagii baa.nsurii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
lauT aa.ii ho vo shab jis ke guzar jaane par
ghaaT se paayale.n bajne kii sadaa aa.ii ho
Parveen Shakir
Ghazal
lahkii azaan bajne lage raasto.n ke farsh
kirno.n ko qaid-e-shab se rihaa kar diyaa gayaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
sitaar bajne lage sub.h kii masahrii par
dhanak kaa qaafila-e-haft-ra.ng aa gayaa thaa
Osama Zakir
Ghazal
Sarfraz Arish
Ghazal
ghanTiyaa.n bajne se pahle shaam hone ke qariib
chho.D jaataa mai.n tiraa gaa.nv magar mere nasiib
Ali Akbar Natiq
Ghazal
dil-o-dimaaG ke sab taar bajne lagte hai.n
naqaab chehra-e-fitrat se jab saraktaa hai
Farooq Anjum
Ghazal
lage hai.n kaan bahro.n ke bhii bajne
zaraa chuu.Dii kahii.n par bhii jo khankii
Mukhtar Tonki
Ghazal
harf-o-sadaa kii lai pe jo utraa tiraa KHayaal
bajne lagii hai.n Gazlo.n me.n shahnaa.iyaa.n tamaam