SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakhiye"
Ghazal MATCHES FOR "bakhiye"
Ghazal
mujhe to roz kasauTii pe dard kastaa hai
ki jaa.n se jism ke baKHiye udha.Dte rahte hai.n
Gulzar
Ghazal
naaKHun KHudaa na de tujhe ai panja-e-junuu.n
degaa tamaam aql ke baKHiye udhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kachche baKHiye kii tarah rishte udha.D jaate hai.n
log milte hai.n magar mil ke bichha.D jaate hai.n
Nida Fazli
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
'alvii' Gazal to kahne chale ho na.ii magar
rakh do na tum KHayaal ke baKHiye adhe.D kar
Mohammad Alvi
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
baKHiye kii ab jagah hai na paivand kii jagah
kyaa sii rahe hai.n is ko tire Gam-gusaar dost
Jameel Mazhari
Ghazal
baKHiye kii havas rah ga.ii afgaar dilo.n ko
har zaKHm ko us sozan-e-mizhgaa.n se gilaa hai
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jism ke baKHiye jo udh.De to udha.Dte hii rahe
jaama resham kaa pahne ko silaane baiThaa
Azhar Naiyyar
Ghazal
Naina Adil
Ghazal
har ik qabaa-e-ta'alluq utaar do 'dilbar'
ab in libaaso.n ke baKHiye bahut nikalte hai.n
Rakesh Dilbar
Ghazal
libaas-e-sabr-o-tahammul jo ham hai.n pahne hu.e
ab is ke lagtaa hai baKHiye udha.Dne vaale hai.n
Saadat Bandvi
Ghazal
achchhe-bure KHayaal ke baKHiye udha.D ga.e
un ke har ik savaal ke baKHiye udha.D ga.e
Rashid Damohi
Ghazal
Naheed Azmi
Ghazal
vaa kar diye hai.n baKHiye ne laakho.n dahaan-e-zaKHm
baiThe hai.n jab se apne labo.n ko siye hu.e
Shahid Ishqi
Ghazal
mil jaa.e ik KHayaal kii mohlat zaraa mujhe
is kaa.enaat-e-vaqt ke baKHiye udhe.D duu.n