SEARCH RESULTS
Showing search results for "bakhshish"
Ghazal MATCHES FOR "bakhshish"
Ghazal
zindagii terii ataa hai to ye jaane vaalaa
terii baKHshish tirii dahliiz pe dhar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
baKHshish ne mujh ko abr-e-karam kii kiyaa KHajil
ai chashm josh-e-ashk-e-nadaamat ko kyaa hu.aa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mire liye to hai sau baKHshisho.n kii ik baKHshish
qalam jo afsar-o-tabl-o-‘alam se hai afzal
Ahmad Faraz
Ghazal
o.Dhe hu.e ummiid kii ik mailii sii chaadar
darvaaza-e-baKHshish pe gunahgaar pa.Daa hai
Munawwar Rana
Ghazal
mast aa.nkho.n se bhii ham pyaas bujhaa sakte hai.n
baKHshish-e-miir-e-KHaraabaat zaruurii to nahii.n
Gopal Krishn Shafaq
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
naved-e-baKHshish-e-isyaa.n use sunaa denaa
jo sharmsaar kahii.n 'daaG'-e-ruu-siyaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
sunaa hai bar-sar-e-baKHshish hai aaj piir muGaa.n
hame.n bhii kaash ataa ko.ii jaam ho jaa.e
Hasrat Mohani
Ghazal
kaisii baKHshish kaa ye saamaan hu.aa phirtaa hai
shahr saaraa hii pareshaan hu.aa phirtaa hai
Jaleel Haider Lashari
Ghazal
hamaarii KHaatir bhii faatiha ho baraa.e-baKHshish
ham aap-apne pe KHaak Daale pa.De hu.e hai.n
Fazil Jamili
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
sahraa ke tab-o-taab kii baKHshish hai ki tuu hai
jhhaTkaarte phirte hai.n in aa.nkho.n se jo nam ham