SEARCH RESULTS
Showing search results for "balGamii-mizaaj"
Ghazal MATCHES FOR "balGamii-mizaaj"
Ghazal
pii jis qadar mile shab-e-mahtaab me.n sharaab
is balGamii-mizaaj ko garmii hii raas hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n Thahar ke na rah jaa.e.n dha.Dkane.n dil kii
mizaaj-e-dost hai aamaada barhamii ke liye
Nazeer Mohsin
Ghazal
jab tak mizaaj-e-dost me.n kuchh barhamii rahii
goyaa bujhii bujhii sii mirii zindagii rahii
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
mizaaj-e-dost me.n kuchh barhamii nazar aa.ii
mire KHuluus me.n shaayad kamii nazar aa.ii
Azeem Hyderabadi
Ghazal
Jauhar Bilgrami
Ghazal
Makhmoor Bhopali
Ghazal
mizaaj-e-shaiKH-o-barhaman kii barhamii ma.aluum
ki ab hayaat kaa ruKH hai KHud-aagahii kii taraf
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
mizaaj-e-shahr-e-junuu.n ab ye barhamii kaisii
kis aag se tire piir-o-javaa.n nahii.n guzre
Sabiha Saba
Ghazal
nazar hai phir bhii nazaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
udaas dil hai bahaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
Madhosh Bilgrami
Ghazal
ijz se aur ba.Dh ga.ii barhamii-e-mizaaj-e-dost
ab vo kare ilaaj-e-dost jis kii samajh me.n aa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
nazar milaa.ii jo un se to ai 'niyaaz' lagaa
mizaaj-e-yaar me.n pahlii sii barhamii na rahii
Niyaz Ali Niyaz Qaisri
Ghazal
nazar lage na kahii.n ab havaa se la.Dtaa hai
mizaaj-e-yaar me.n hai aaj barhamii kitnii
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
jahaan-e-dil me.n usii din se inqalaab aaya
mizaaj-e-husn me.n jis din se barhamii aa.ii
Mohammad Moosa
Ghazal
har baat par na yuu.n hame.n Gussa kare.n huzuur
kuchh bad-mizaaj log hai.n dekhaa kare.n huzuur
nawed malik
Ghazal
imshab mizaaj-e-yaar me.n kuchh barhamii sii hai
guzre hai.n baar baar isii imtihaa.n se ham
Sayyad Ejaz Ahmad Rizwi
Ghazal
udaasiyo.n ke sivaa dil kii zindagii kyaa hai
ko.ii bataa.e ki KHvaabo.n kii barhamii kyaa hai