SEARCH RESULTS
Showing search results for "balbe"
Ghazal MATCHES FOR "balbe"
Ghazal
bal-be-gudaaz-e-ishq ki KHuu.n ho ke dil ke saath
siine se tere tiir kaa paikaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
pa.Dtii hai aasmaan-e-mohabbat pe chhuuT sii
balbe jabiin-e-naaz tirii jagmagaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bal-be Guruur-e-husn zamii.n par na rakkhe paa.nv
maanind-e-aaftaab vo be-naqsh-e-paa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
na sar-e-zulf milaa balbe daraazii terii
rishta-tuul-e-amal kaa bhii siraa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
balbe sharaar-e-ashk kii garmii ki ab talak
ik aag lag rahii hai mirii aastiin ko
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tiir-e-mizha-e-yaar ko mizhgaa.n hii samajhte
kis aa.nkh se la.Dte hii sadaa balbe jarii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
rahe hai ruu-kash-e-nishtar har aabla dil kaa
ye hausla hai ko.ii balbe-hausla dil kaa
Mamnoon Nizamuddin
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
vo kha.Daa hai ek baab-e-ilm kii dahliiz par
mai.n ye kahtaa huu.n use is KHauf me.n daaKHil na ho
Muneer Niyazi
Ghazal
ab yaa.n se kaun de mirii chashm-e-talab ko daad
jis faasle se baab-e-talab dekhtaa huu.n mai.n
Shaheen Abbas
Ghazal
ajiib manzar-e-baalaa-e-baam hotaa hai
jab aashkaar vo maah-e-tamaam hotaa hai