SEARCH RESULTS
Showing search results for "banda-e-aazaad"
Ghazal MATCHES FOR "banda-e-aazaad"
Ghazal
ishq hai banda-e-aazaad kaa maqsuud-e-hayaat
aql-e-but-gar ne taraashe hai.n hazaaro.n ma.abuud
Bashir Farooq
Ghazal
sahbaa-e-haqiiqat kaa huu.n sarmast azal se
ik banda-e-aazaad-e-tilismaat-o-fusuu.n huu.n
Nasir Zaidi
Ghazal
asar kare na kare sun to le mirii fariyaad
nahii.n hai daad kaa taalib ye banda-e-aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
'shauq' saa banda-e-aazaad zamaane me.n kahaa.n
aaj sunte hai.n ki vo yaad-e-KHudaa karte hai.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
har taa.ir-e-parraa.n ke par-o-baal karo qai.nch
har banda-e-aazaad ko shiishe me.n utaaro
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
Sohail Azad
Ghazal
jaane 'aazaad' vo din phir kabhii aa.e ki nahii.n
vo hame.n itnii mohabbat se bulaa.e ki nahii.n
Sohail Azad
Ghazal
aur kitnaa ro.iyegaa yaad kar 'aazaad' ko
ek din honaa hii thaa is daar-e-faanii se alag
Sohail Azad
Ghazal
terii hasii.n fazaa me.n mire ai na.e vatan
aisaa bhii hai ko.ii jise apnaa banaa sakuu.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
Jagan Nath Azad
Ghazal
ab is maqaam par hai mirii zindagii ki hai
har dost ek naaseh-e-mushfiq banaa hu.aa
Jagan Nath Azad
Ghazal
aazaad jins-e-dil ko faqat ik nazar pe bech
saudaa giraa.n nahii.n na bahut qiil-o-qaal kar
Jagan Nath Azad
Ghazal
aazaad zauq-e-diid na ho KHaam to yahaa.n
har aa.iina hai jalva-e-jaanaa.n liye hu.e
Jagan Nath Azad
Ghazal
haTe nazar se na furqat kii dhuup me.n 'aazaad'
kisii kii sumbul-e-shab rang ke ghane saa.e
Jagan Nath Azad
Ghazal
'aazaad' ashk-haa-e-faraavaa.n kii qadr kar
ashko.n ke nam se hai tirii kisht-e-suKHanvarii
Jagan Nath Azad
Ghazal
'aazaad' sirf ek hii chehra nazar me.n hai
tuufaan-e-husn agarche nazar se guzar gayaa