SEARCH RESULTS
Showing search results for "bandish-e-mazmuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "bandish-e-mazmuu.n"
Ghazal
kamar-e-yaar thii az-bas-ki nihaayat naazuk
suujhtii bandish-e-mazmuu.n kii ko.ii ghaat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kaun dekhe husn kii paiham sitam-iijaadiyaa.n
aashiqii kii bandish-e-aah-o-fuGaa.n kis se kahe.n
Manzoor Hasan Nami
Ghazal
har ek bandish-e-KHud-saaKHta bayaa.n se uThaa
takallufaat kaa parda bhii darmiyaa.n se uThaa
Sahba Waheed
Ghazal
tumhaarii bandish-e-aadaab se nazar jaagii
mai.n be-KHabar to yuu.nhii raah se guzar jaataa
Anwar Anjum
Ghazal
Khurshidul islam
Ghazal
hazaar bandish-e-auqaat se nikaltaa hai
ye din nahii.n jo mirii raat se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
bandish-e-alfaaz hii se shaa.irii hotii nahii.n
sirf jii lene se jaise zindagii hotii nahii.n
Akhtar Husain Shaafi
Ghazal
bandish-e-kaun-o-makaa.n parvaaz me.n haa.il nahii.n
haasil-e-jahd-o-amal to jazba-e-kaamil me.n hai
Ehsan Jafri
Ghazal
Ghubaar Bhatti
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
hu.ii hai naqsh nigaar-e-lahuu me.n goyaa.ii
ki zaKHm-e-harf miraa bandish-e-zabaa.n tak hai
Sarmad Sahbai
Ghazal
har jagah bandish-e-aadaab kii parvaa na kare.n
mahram-e-raaz se behtar hai ki pardaa na kare.n
Khaleel-ur-Rahman Raaz
Ghazal
Shehab Kazmi
Ghazal
Salik Lakhnavi
Ghazal
pichkaarii agar KHaama hai to rang siyaahii
ra.ngiinii-e-mazmuu.n se mire da.ng hai holii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
vo ek harf hai kahiye use hikaayat-e-zulf
ki shikva-e-rasan o bandish-e-balaa kahiye