SEARCH RESULTS
Showing search results for "banii"
Ghazal MATCHES FOR "banii"
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kahaa.n kaa sabr ki dam par hai ban ga.ii zaalim
ba tang aa.e to haal-e-dil aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
baanii-e-jashn-e-bahaaraa.n ne ye sochaa bhii nahii.n
kis ne kaa.nTo.n ko lahuu apnaa pilaayaa hogaa
Kaifi Azmi
Ghazal
abhii zamiir me.n tho.Dii sii jaan baaqii hai
abhii hamaaraa ko.ii imtihaan baaqii hai
Javed Akhtar
Ghazal
har masarrat Gam-e-diiroz kaa unvaan banii
vaqt kii god me.n lamhaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Garaz-parast jahaa.n me.n vafaa talaash na kar
ye shai banii thii kisii duusre jahaa.n ke liye
Sahir Ludhianvi
Ghazal
uj.De pa.De hai.n dasht Gazaalo.n pe kyaa banii
suune hai.n kohsaar divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
ab thakan paa.nv kii zanjiir banii jaatii hai
raah kaa KHauf ye kahtaa hai ki chalte rahiye
Meraj Faizabadi
Ghazal
mai.n ek haadsa ban kar kha.Daa thaa raste me.n
ajab zamaane mire sar se the guzarte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
ham ne dekhaa hai ki mil jaate hai.n la.Dne vaale
sulh kii KHuu bhii to ai baani-e-shar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
aagahii zaKHm-e-nazaara na banii thii jab tak
mai.n ne har shaKHs ko mahbuub-e-nazar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
banaanii pa.Dtii hai har shaKHs ko jagah apnii
mile agarche ba-zaahir banii-banaa.ii jagah
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
ruKH havaa kaa ko.ii jab puuchhtaa us se 'baanii'
muTThii-bhar KHaak KHalaa me.n vo u.Daa detaa thaa