SEARCH RESULTS
Showing search results for "baqa-e-aalam"
Ghazal MATCHES FOR "baqa-e-aalam"
Ghazal
muzmar hai baqaa hastii-e-aalam kii fanaa me.n
ik jalva-e-vahdat bhii hai kasrat kii fazaa me.n
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
ai 'baqaa'-e-kaarvaa.n is reKHte kii har radiif
garche hai be-kaar par batlaa kahaa.n be-kaar hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
mujhe to ishq me.n ab aish-o-Gam baraabar hai
ba-ra.ng-e-saaya vajuud-o-adam baraabar hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
mutrib bacho.n ne shaiKH ko Ta.ngiyaa liyaa tamaam
lii vaqt-e-jaa-e-KHil.at-e-in.aam dosh par
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
raah-paimaayaan-e-aqliim-e-adam se yaadgaar
daaman-e-sahraa me.n ab baaqii nuquush-e-jaada hai.n
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
thalkiyaa.n dil kii 'baqaa' dekhuu.ngii
zaKHm-e-kaavaak me.n mil jaatii hai.n
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
siikhaa jo qalam se na-e-KHaalii kaa bajaanaa
kar naGma 'baqaa' fikrat-e-aalii kaa bajaanaa
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
ashk se KHaama rahe jo mire bas me.n na 'baqaa'
go tab-e-tan se ye babbal na jale KHushk to ho
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
baaqii rahe na baada to us ke evaz me.n aab
le KHum kii shust-o-shuu se qadah aur qadah se ham
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
nahii.n milne kii 'baqaa' ham ko ba-juz kunj-e-mazaar
jaa-e-aasuudgii is gumbad-e-gardaa.n ke tale
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
gar 'baqaa' naaz se goyaa ho miraa Guncha-dahan
gardan-e-Guncha gire sharm se Dhul barsar-e-gul
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
dast-e-hinaa se phuuT bahaa aaKHirash ko KHuu.n
kii.n panja kar ke tujh se jo zor-aazmaa.iyaa.n
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
muft us ke haath ab jo 'baqaa' saa lage shikaar
phir kab kare qusuur ye charKH-e-pala.ng dast