SEARCH RESULTS
Showing search results for "baqaa-e-davaam"
Ghazal MATCHES FOR "baqaa-e-davaam"
Ghazal
kaho ye KHizr se bhaTke na yuu.n zamaane me.n
yahaa.n se aab-e-baqaa-e-davaam le saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
kyaa unhe.n mil ga.ii baqaa-e-davaam
jo hu.e KHush hame.n fanaa kar ke
Waheeduddin Khan Mateen
Ghazal
ai 'baqaa'-e-kaarvaa.n is reKHte kii har radiif
garche hai be-kaar par batlaa kahaa.n be-kaar hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
kare.nge mar ke baqaa-e-davaam kyaa haasil
jo zinda rah ke maqaam-e-hayaat paa na sake
Jigar Moradabadi
Ghazal
auro.n ke vaaste jo ajal kaa payaam hai
mere liye vo aab-e-baqaa-e-davaam hai
Dr. Habib ur Rehman
Ghazal
ham 'baqaa' ik ret kii chaadar ko o.Dhe der tak
dasht-e-maazii ke sunahre KHvaab me.n kho.e rahe
Baqa Baluch
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
'baqaa' jo baar na de ham ko apnii mahfil me.n
to marg o zindagii apnii baham baraabar hai
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
thalkiyaa.n dil kii 'baqaa' dekhuu.ngii
zaKHm-e-kaavaak me.n mil jaatii hai.n
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
siikhaa jo qalam se na-e-KHaalii kaa bajaanaa
kar naGma 'baqaa' fikrat-e-aalii kaa bajaanaa
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
rakhtaa hai yuu.n vo zulf-e-siyah-faam dosh par
sayyaad jis tarah se dhare daam dosh par
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
nahii.n milne kii 'baqaa' ham ko ba-juz kunj-e-mazaar
jaa-e-aasuudgii is gumbad-e-gardaa.n ke tale
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
ashk se KHaama rahe jo mire bas me.n na 'baqaa'
go tab-e-tan se ye babbal na jale KHushk to ho