SEARCH RESULTS
Showing search results for "baqaa-e-davaam"
Nazm MATCHES FOR "baqaa-e-davaam"
Nazm
nara-e-haq
fanaa hai mere liye muzhda-e-baqaa-e-davaam
sunaa rahaa hai tuu ahkaam kyaa qazaa ke mujhe
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
kirshn ka KHitab
unhe.n baKHshtaa huu.n baqaa-e-davaam
jinhe.n mo'taqid apnaa paataa huu.n mai.n
Sabir Abuhari
Nazm
payam-e-azadi
vatan se la.anat-e-sarmaaya ko fanaa kar de
jo chaahtaa hai baqaa-e-davaam-e-aazaadii
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ahl-e-junun
ham kabhii ubhre to ehsaas-e-faraavaa.n kii tarah
aur kabhii ham ko pukaaraa gayaa afkaar-e-davaam
Noor -e-Shama Noor
Nazm
tarah-e-nau
sa.ii-e-baqaa-e-shaukat-e-askandarii kii KHair
maahaul-e-KHisht-baar me.n shiishagarii kii KHair
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindagi
taab-o-tab-e-amal KHalish-e-koshish-e-davaam
un se baham pahu.nchtaa hai saamaan-e-zindagii
Amjad Najmi
Nazm
ek gaz ki zaban
ishq me.n aur kyaa ho habs-e-davaam
hijr KHud andaman hai pyaare
Zareef Jabalpuri
Nazm
mohabbat mar nahin sakti
ki ye vo maut hai jis me.n
baqaa-e-jaavedaanii hai
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
nazm
isii zabaan ne baKHshaa Gazal ko husn-e-davaam
qasiida nazm rubaa'ii kii jaan hai urdu
Abid Qazalbash
Nazm
main wo patthar
jhuuT ho vaqt ho ki ishq-e-mudaam
yaad ho KHvaab ho ki hij-e-davaam