SEARCH RESULTS
Showing search results for "barto"
Ghazal MATCHES FOR "barto"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ishq me.n 'miir' ke aadaab na barto ki yahaa.n
kaam chaltaa nahii.n ailaan-e-mohabbat ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
tum use sirf namii kah ke Guluu mat barto
ashk ko dard hama-giir banaa detaa hai
Nawed fidaa sattii
Ghazal
Shams Khaalid
Ghazal
barto ik ek lafz ba.Dii ehtiyaat se
maa'nii pe cha.Dh na jaa.e kahii.n zang duur tak
Raza Vasfi
Ghazal
lafz jo barto saliiqe se baratnaa yaaro
ye bhii mumkin hai ki ik lafz hii rusvaa.ii de
Munawwar Nomani
Ghazal
qahqaha aa.nkh kaa bartaa.o badal detaa hai
ha.nsne vaale tujhe aa.nsuu nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
dhuup hii dhuup huu.n mai.n TuuT ke barso mujh par
is qadar barso mirii ruuh me.n jal-thal kar do
Wasi Shah
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
KHud apne ishva-o-andaaz kaa shahiid huu.n mai.n
KHud apnii zaat se bartii hai be-ruKHii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
kyaa kahe.n kitne hii nukte hai.n jo barte na ga.e
KHush-badan ishq kare.n aur hame.n ustaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
barbaadiyo.n kii zad pe faqat shaaKH-e-gul nahii.n
gulshan tamaam narGa-e-barq-o-sharar me.n hai
Jahangeer nayab
Ghazal
Shoaib Bin Aziz
Ghazal
baadalo.n kii tarah aa.e ho to khul kar barso
dekho is baar kii barsaat adhuurii na rahe