SEARCH RESULTS
Showing search results for "basta-tar"
Ghazal MATCHES FOR "basta-tar"
Ghazal
chiin-e-jabii.n ko dekh ke dil basta-tar hu.aa
kaisii kushuud-e-kaar kushaad-e-naqaab me.n
Momin Khan Momin
Ghazal
merii bastii tak mire apne makaa.n tak aa ga.e
jangalo.n kii aag ke sho'le yahaa.n tak aa ga.e
Shadan Barabankvi
Ghazal
ham to sadaa se basta-e-yak-taar-e-chashm hai.n
KHadsha saa terii samt se hai tuu agar phiraa
Akhtar Usman
Ghazal
Gam se miltaa hai mirii fikr ko is tarah faraaG
jis tarah taa.ir-e-par-basta ke par khulte hai.n
Akhtar Ziai
Ghazal
shab na ye sardii se yaKH-basta zamii.n har tarf hai
mah pukaare hai falak-parvardagii to barf hai
Waliullah Muhib
Ghazal
yaKH-basta ThanDako.n me.n ujaalaa ja.Daa hu.aa
kohre ke saath raah pe kuu.Daa pa.Daa hu.aa
Nasir Shahzad
Ghazal
jaan o dil sii.n mai.n giraftaar huu.n kin kaa un kaa
banda-e-be-zar-o-diinaar huu.n kin kaa un kaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jism diivaar hai diivaar me.n dar karnaa hai
ruuh ik Gaar hai is Gaar me.n ghar karnaa hai
Rafiq Raaz
Ghazal
pahlaa saa aashiqii kaa vo me.aar bhii nahii.n
aur husn kii vo garmii-e-baazaar bhii nahii.n
Mohammad Moosa
Ghazal
naa-kaamii-e-sad-hasrat-e-paariina ke Dar jaa.e.n
kuchh roz to aaraam se apne bhii guzar jaa.e.n
Zuhoor-ul-Islam Javed
Ghazal
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
kab se huu.n basta-e-naaquus-o-mazaamiir-e-butaa.n
phir bhii siine me.n ko.ii garm-azaa.n hai ab tak
Josh Malihabadi
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
aaj jii me.n hai ki khul kar mai-parastii kiijiye
KHuub sii mai piiji.e aur der mastii kiijiye
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Ram Krishn Muztar
Ghazal
jab dast-basta kii nahii.n uqda-kushaa namaaz
kaaTegii merii paa.nv kii zanjiir kyaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
kyaa pighaltaa jo rag-o-pai me.n thaa yaKH-basta lahuu
vaqt ke jaam me.n thaa shola-e-tar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo basta-e-zanjiir-e-KHamoshii huu.n ki taa-hashr
nikle mire naale bhii na zindaan se baahar