SEARCH RESULTS
Showing search results for "bazm-e-azaa-e-dost"
Ghazal MATCHES FOR "bazm-e-azaa-e-dost"
Ghazal
Rasheed Rampuri
Ghazal
ajab thaa zo.am ki bazm-e-azaa sajaa.e.nge
mire hariif lahuu ke diye jalaa.e.nge
Ghufran Amjad
Ghazal
bazm-e-‘azaa banii hu.ii hai bazm-e-zauq-o-zauq
daur-e-nashaat mojib-e-dauraan-e-sar hai aaj
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
udhar naqaab-e-maraatib idhar hijaab-e-anaa
ye faasle hai.n mulaaqaat ho to kaise ho
Bazm Ansari
Ghazal
abhii to 'uzr-e-mulaaqaat hii tak aa.e hai.n
abhii to dekhiye ho.ngii qabaahate.n kyaa kyaa
Bazm Ansari
Ghazal
mirii shikast-e-anaa kaa KHayaal kar zaalim
bharam kuchh ai dil-e-be-iKHtiyaar rahne de
Bazm Ansari
Ghazal
Bazm Ansari
Ghazal
mai.n 'bazm' soz-e-taGaaful se jal bujhaa lekin
use na zahmat-e-fikr-o-KHayaal dii mai.n ne
Bazm Ansari
Ghazal
vo 'umr 'bazm' ki jis kaa suraaG hii na milaa
us umr-e-rafta kii ik yaadgaar dil hii to hai
Bazm Ansari
Ghazal
'bazm' mohlat nahii.n dete mujhe afkaar-e-jahaa.n
fursat-e-kasrat-e-ash.aar kahaa.n se laa.uu.n
Bazm Ansari
Ghazal
zamaana itnaa bhii naa-qadr-o-naa-shanaas na thaa
jo 'bazm' ko.ii ba.Daa kaam kar ga.e hote
Bazm Ansari
Ghazal
gurez 'bazm' zaruurii hai iltifaat me.n bhii
ho rasm-o-raah to had se kabhii ba.Dhuu.n bhii nahii.n
Bazm Ansari
Ghazal
vo jaa.n-nisaarii-e-baaham vo paas-e-ahd-e-vafaa
vo log 'bazm' kahaa.n kho ga.e KHudaa jaane
Bazm Ansari
Ghazal
na raas aa.ii kabhii mujh ko bazm-e-kam-nazaraa.n
'fazaa' bhii baiTh ke in paagalo.n me.n kyaa kartaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
uf re shoKHii kii adaa bazm-e-azaa se merii
muskuraataa hu.aa vo fitna-e-dauraa.n niklaa
Safdar Mirzapuri
Ghazal
yuu.n to chehre pe sajaa rakkhii hai ik bazm-e-tarab
kitne maqtal hai.n mire siine ke andar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
allah-re bazm-e-naaz tirii naa-shanaasiyaa.n
jis ko kiyaa salaam vo begaana ban gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
miraa ye naGma bhii aah-o-bukaa na ho jaa.e
chahaktii bazm ye bazm-e-'azaa na ho jaa.e
Kayyum Khan Jalaal
Ghazal
banii-aadam a.azaa-e-yak-diigar-a.nd
ki miTTii se ham tum banaa.e ga.e hai.n