SEARCH RESULTS
Showing search results for "bazm-e-mai"
Ghazal MATCHES FOR "bazm-e-mai"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare husn ko daad-e-jamaal dii mai.n ne
khilaa jo phuul tumhaarii misaal dii mai.n ne
Bazm Ansari
Ghazal
Bazm Ansari
Ghazal
'bazm' mohlat nahii.n dete mujhe afkaar-e-jahaa.n
fursat-e-kasrat-e-ash.aar kahaa.n se laa.uu.n
Bazm Ansari
Ghazal
Gam-e-firaaq me.n jaa.n se guzar ga.e hote
tiraa KHayaal na hotaa to mar ga.e hote
Bazm Ansari
Ghazal
Bazm Ansari
Ghazal
vo 'umr 'bazm' ki jis kaa suraaG hii na milaa
us umr-e-rafta kii ik yaadgaar dil hii to hai
Bazm Ansari
Ghazal
vo 'bazm' jo dil-o-jaa.n se 'aziiz thaa ham ko
usii 'aziiz ne dii hai.n aziyyate.n kyaa kyaa
Bazm Ansari
Ghazal
aa bataa.uu.n tujhe pahchaan KHuluus-e-dil kii
ye vo mai hai ki jo aa.nkho.n se ubaltii hii nahii.n
Bazm Ansari
Ghazal
vo jaa.n-nisaarii-e-baaham vo paas-e-ahd-e-vafaa
vo log 'bazm' kahaa.n kho ga.e KHudaa jaane
Bazm Ansari
Ghazal
ye dil hii 'bazm' abhii laa.iq-e-muraad nahii.n
abhii kuchh aur ise be-qaraar rahne de
Bazm Ansari
Ghazal
Gam-e-jahaa.n kaa bhii kuchh haq hai 'bazm' Gaur karo
tamaam 'umr Gam-e-zaat ho to kaise ho
Bazm Ansari
Ghazal
tark-e-mai ke liye zaahid tuu miraa maGz na khaa
aur zid hotii hai insaan ko samjhaane se
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
vafuur-e-be-KHudii-e-bazm-e-mai na puuchho raat
ko.ii ba-juz nigah-e-yaar hoshiyaar na thaa
Aasi Ghazipuri
Ghazal
jam sakii rangat na bazm-e-Gair me.n
ukh.Dii ukh.Dii aap kii taqriir se
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
aur ai 'bazm' kisii kaa nahii.n kuchh big.Degaa
merii hii re.Dh lagaane ko shabaab aataa hai
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
bazm se us kii chale aa.o jo big.Daa vo but
baiThne ko ko.ii fiqra bhii banaayaa na gayaa
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
Aashiq Husain Bazm Afandi
Ghazal
is Dar se naala kar nahii.n saktaa firaaq me.n
mar jaa.uu.ngaa jo vo dil-e-naazuk dahal gayaa