SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-amal"
Ghazal MATCHES FOR "be-amal"
Ghazal
mai.n vo nahii.n ki zamaane se be-amal jaa.uu.n
mizaaj puuchh ke daar-o-rasan kaa Tal jaa.uu.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
kaleja chaahiye dushman se dushmanii ke liye
jo be-amal hai vo badla kisii se kyaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
KHirad be-amal be-yaqii.n kam-nazar
jahaa.n me.n junuu.n kii himaayat kare.n
Om Prakash Laghar
Ghazal
aa.ina kahne lagaa kaan me.n chupke chupke
be-amal shaKHs ko.ii aur na tujh saa dekhaa
Sabir Raza
Ghazal
motii sameT laa.e samundar se ahl-e-dil
vo shaKHs be-amal thaa du.aa.o.n me.n kho gayaa
Kamil Bahzadi
Ghazal
ko.ii ye puuchhe ki vaa.iz kaa kyaa biga.Dtaa hai
jo be-amal pe bhii rahmat vo be-niyaaz kare
Allama Iqbal
Ghazal
be-amal haath lagaa.e bhii to KHaalii jaa.e
haa.n jafaa-kash kaa KHazaana hai isii miTTii me.n
Akhlaque Bandvi
Ghazal
ko.ii to KHauf muqaddar se be-amal ho jaa.e
ko.ii amal hii se qismat kaa faisla badle
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
is jahaa.n me.n hogaa be-amal na ham jaisaa
ham na rakh sake qaa.em e'tibaar is ghar kaa
Ikram Mujeeb
Ghazal
be-‘amal log bhii ban jaate hai.n vaa'iz aksar
qaul aur fe'l me.n sadiyo.n kaa KHalaa rahtaa hai