SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-ant"
Ghazal MATCHES FOR "be-ant"
Ghazal
ik be-ant samundar terii manzil ai dariyaa
phir bhii KHaak u.Daa.ii.n tere saahil ai dariyaa
Yusuf Hasan
Ghazal
Iftikhar Mughal
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
be-ant safar meraa muqaddar hai 'saliim'
mujh me.n tai kartaa hai ye kaun maraahil mere
Saleem Kausar
Ghazal
vahii be-ant KHalaa hai vahii be-samt safar
meraa ghar mere liye aalam-e-baalaa niklaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
bikhraa hu.aa huu.n sadiyo.n kii be-ant taho.n me.n
mujh ko ko.ii kho.e hu.e lamhe kaa pata de
Sarmad Sahbai
Ghazal
baat ausaaf kii hai nam kii nahii.n hai bhaa.ii
log be-ant samundar se bhii pyaase aa.e
Azad Husain Azad
Ghazal
shaam ko khulte hai.n dar aur kisii duniyaa ke
raat ko fikr kaa be-ant safar jaagtaa hai
Nasir Aqeel
Ghazal
bhaTak rahaa huu.n mai.n be-ant shaah-raaho.n par
tumhaare shahr me.n bilkul nayaa nayaa huu.n mai.n
Qamar Siddiqi
Ghazal
Gam se thii.n bujhii aa.nkhe.n chehre pe taGayyur thaa
ik shaKHs ko kyaa dekhaa be-ant nikhaar aa.e
Aila Tahir
Ghazal
kaa.enaat ek ba.De saaz kaa be-ant aahang
mai.n bhii chhoTaa saa is aahang kaa saazinda huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
Zafar Mehdi
Ghazal
nadii ke udhar ek be-ant manzar hai jis me.n
mai.n har shai ko 'at.har' samaate hu.e dekhtaa huu.n
Mumtaz Athar
Ghazal
Mumtaz Athar
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
baada-e-nuur ke do qatre hai.n ye raat aur din
aa.nkh be-ant kii gahraa.ii kaa paimaana hai