SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-kafan"
Ghazal MATCHES FOR "be-kafan"
Ghazal
ye laash-e-be-kafan 'asad'-e-KHasta-jaa.n kii hai
haq maGfirat kare ajab aazaad mard thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
pa.Dii hai.n be-kafan sa.Dko.n pe laashe.n
kahii.n kuchh bhii magar halchal nahii.n hai
Siraj Faisal Khan
Ghazal
har ek laash hame.n be-kafan nazar aa.ii
hamaarii laash se ham ne kafan utaar diyaa
Navin Joshi
Ghazal
taa-umr apne kaa.ndho.n pe be-gor be-kafan
apnii anaa kii laash ko Dhonaa pa.Daa mujhe
Nawaz Deobandi
Ghazal
ham ko phir zamaane tak log yaad rakkhe.nge
sar ki hogaa neze par jism be-kafan hogaa
Abida Karamat
Ghazal
be-kafan umiido.n kii sar-buriida laasho.n ko
dafn kar ke lauT aa.e raastii ke raahii kyaa
Zakia Ghazal
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
maaraa thaa kis libaas me.n uryaanii ne mujhe
jis se tah-e-zamiin bhii mai.n be-kafan gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
be kafan phe.nk hii denaa mire laashe ko magar
kuucha-e-paak me.n mahbuub ke mar jaane do
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
taa-sub.h merii laash rahii be-kafan to kyaa
baanuu-e-shaam nauha-kunaa.n hii nahii.n hu.ii
Siraj Ajmali
Ghazal
KHudaa kaa shukr ki mayyat to Dhak ga.ii apnii
Gubaar-e-raah ne ik be-kafan kaa saath diyaa
Vafa Malikpuri
Ghazal
kyaa kare.n ham be-kafan laasho.n ke a.adaad-o-shumaar
aariz-o-lab kii sunahrii daastaa.n hote hu.e
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
siino.n me.n um.De hai.n sad-mauja-e-Gam rote hai.n
be-kafan laash liye sa.Dko.n pe ham rote hai.n
Qurban Aatish
Ghazal
jo phiraa ke us ne mu.nh ko ba-qafaa naqaab ulTaa
udhar aasmaan ulTaa udhar aaftaab ulTaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Siraj Lakhnavi
Ghazal
jism-e-aadam pe hai zartaar libaas-e-iKHlaas
aadmiyyat hai magar laasha-e-be-gor-o-kafan