SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-kafan"
Nazm MATCHES FOR "be-kafan"
Nazm
KHak-e-hind
kuchh kam nahii.n ajal se KHvaab-e-giraa.n hamaaraa
ik laash-e-be-kafan hai hindostaan hamaaraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
KHak-e-hind
kuchh kam nahii.n azal se KHvaab-e-giraa.n hamaaraa
ik laash-e-be-kafan hai hindostaa.n hamaaraa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
lamhe uDte hain kabhi ya to titliyon ki tarah
be-kafan ummiido.n kii laasho.n pe nazre.n gaa.De hu.e
muntazir rahtaa hai jhapTe kab
Meena Kumari Naz
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye shaah-raaho.n pe ra.ngiin saa.Diyo.n kii jhalak
ye jho.npa.Do.n me.n Gariibo.n ke be-kafan laashe
Sahir Ludhianvi
Nazm
chadar aur chaar-diwari
siyaah chaadar se apne hujre kii be-kafan laash Dhaa.np diijiye
ki us se phuuTii hai jo ufuunat
Fahmida Riaz
Nazm
qaht-e-bangal
iflaas kii maarii hu.ii maKHluuq sar-e-raah
be-gor-o-kafan KHaak-ba-sar dekh rahaa huu.n
Jigar Moradabadi
Nazm
adl-e-jahangiri
Gairat-e-husn se begam ne tamancha maaraa
KHaak par Dher thaa ik kushta-e-be-gor-o-kafan
Shibli Nomani
Nazm
naya ishq
ThanDii aur be-jaan safedii phail rahii thii
jiivan kyaa thaa ek kafan thaa
Zuhoor Nazar
Nazm
meri be-libasi tumhaara pahnawa nahin
shash shor mat karo
zamiin kii aa.nkh khul jaa.egii