SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-manzil"
Ghazal MATCHES FOR "be-manzil"
Ghazal
aap kaa ko.ii safar be-samt be-manzil na ho
zindagii aisii na jiinaa jis kaa mustaqbil na ho
Anis Dehlavi
Ghazal
ka.Dii dhuup gum-gashta raahe.n be-manzil
shikasta-nazar hai buland hausle hai.n
Tarannum Riyaz
Ghazal
Tajwar Najibabadi
Ghazal
jo raahe.n KHud me.n hii be-manzil sii ho.n
aisii raahe.n naakaamii hii detii hai.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
Hakeem Manzoor
Ghazal
jaane phir kin daldalo.n se aaKHirii aavaaz de.n
apnii be-manshuur umre.n apne be-manzil safar
Nisar Nasik
Ghazal
be-manzil-e-maqsud mai.n Galtaa.n huu.n safar me.n
afsos zamaane tuu chalaa hai mire piichhe
Irfanullah Irfan
Ghazal
Bashar Nawaz
Ghazal
ik aisaa safar bhii thaa mirii raah me.n aaya
be-manzil-o-maqsad thaa magar mai.n ne kiyaa hai
Abida Karamat
Ghazal
zarra zarra karbalaa manzar-ba-manzar tishnagii
apne hisse me.n to aa.ii hai saraasar tishnagii
Nazeer Azad
Ghazal
haadso.n kaa silsila manzar-ba-manzar jam gayaa
har kisii ke dha.D pe ik fir.aun kaa sar jam gayaa
Ehteram Islam
Ghazal
Siddique Mujibi
Ghazal
chaa.nd kii avval kiran manzar-ba-manzar aa.egii
shaam Dhal jaane do shab ziina utar kar aa.egii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
taa-ba-kai manzil-ba-manzil ham musaafir bhaagte
aa.nkh ab Thahrii hu.ii hai aur manaazir bhaagte
Raoof Khair
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
du.aa.e.n karte chalo taa-ba-manzil-e-maqsuud
ki rahzano.n se na mil jaa.e KHizr-e-raah kaa dil