SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-nutq"
Ghazal MATCHES FOR "be-nutq"
Ghazal
mai.n to ik qarya-e-be-nutq kaa baashinda huu.n
aur Gazal merii sar-e-shahr-e-zabaa.n rahtii hai
Amir Hamza Saqib
Ghazal
kisii se qissa-e-shahr-e-tilism kah na sakuu.n
ilaahii be-his-o-be-nutq-o-be-basar kar de
Muneer Saifi
Ghazal
kisii se qissa-e-shahr-e-tilism kah na sakuu.n
ilaahii behis-o-be-nutq-o-be-basar kar de
Muneer Saifi
Ghazal
ashko.n se kiyaa maatam-e-mazluum sar-e-aam
be-nutq bhii ho kar na azaadaar hu.aa chup
Rafi Sirsivi
Ghazal
be-nutq thii to kahtii thii kyaa kyaa na daastaa.n
goyaa.ii ne to hairat-e-tasviir chhiin lii
Arshad Jamal Hashmi
Ghazal
asar na ho to usii nutq-e-be-asar se kah
chhupaa na dard-e-mohabbat jahaan bhar se kah
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
hai merii aa.nkho.n me.n aks-e-navishta-e-diivaar
samajh sako to miraa nutq-e-be-e-zabaa.n le lo
Farhan Salim
Ghazal
ruKHsat-e-nutq zabaano.n ko riyaa kyaa degii
dars haq-go.ii kaa ye bint-e-KHataa kyaa degii
Waheed Akhtar
Ghazal
jirah nishaa.n pe hu.ii raah par savaal hu.aa
safar kaa qasd safar se sivaa vabaal hu.aa
Akhtar Husain Jafri
Ghazal
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
zaKHma-e-mauj-e-sabaa taa.uus ko aahang de
hujjat-e-KHud-nutq se be-haalii-e-naalish ke baa'd
Badr Meem Zharf
Ghazal
apnii tarah mujhe bhii zamaane me.n aam kar
ai zaat-e-ambarii.n mujhe KHushbuu maqaam kar
Rasheed Qaisrani
Ghazal
giraa.n hai.n kaan pe un ke vahii suKHan jo abhii
adaa hu.e bhii nahii.n nutq-e-be-navaa se mire
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
milaa jo nutq use baT gayaa hazaaro.n me.n
vo jab talak bhii rahaa be-zabaan meraa thaa
Nazir Fatehpuri
Ghazal
vo kaarvaan-e-bahaaraa.n ki be-daraa hogaa
sukuut-e-Gunche kii manzil pe ruk gayaa hogaa