SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-rasta"
Ghazal MATCHES FOR "be-rasta"
Ghazal
rafta-ba-rafta khul ga.e jitne kamaal the
us ke kahe hu.e sabhii jumle kamaal the
Abid Maroof Mughal
Ghazal
kaun kahtaa hai talabgaar ne rasta dekhaa
ek be-daar kaa bedaar ne rasta dekhaa
Mahmood Nashtari
Ghazal
dekho ye us kaa dekhnaa dekhe se aa.egaa
aur phir jo dekh loge to dekhaa na jaa.egaa
Aamir Azher
Ghazal
ban gayaa tadbiir se har raasta taqdiir kaa
ab nahii.n kuchh KHauf pairo.n ko kisii zanjiir kaa
Aleena Itrat
Ghazal
tuu jin kaa ham-qadam hai ye be-mehr log hai.n
ho.nge tire ye aaj na kal raasta badal
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
ba.Daa kaThin hai raasta jo aa sako to saath do
ye zindagii kaa faasla miTaa sako to saath do
Atta Shad
Ghazal
hamaare saath zamaana bhii chalne lagtaa hai
sitaare dekh ke rasta badalne lagtaa hai
Syed Arif
Ghazal
ham to aasaan samajhte the ki rasta kam thaa
is masaafat me.n mohabbat kaa ilaaqa kam thaa