SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-samar"
Ghazal MATCHES FOR "be-samar"
Ghazal
merii saarii zindagii ko be-samar us ne kiyaa
umr merii thii magar us ko basar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
tamaam rishte usii shaaKH-e-be-samar se hai.n
talaash unhii ko hai ghar kii jo nikle ghar se hai.n
Ashfaq Husain
Ghazal
havaa-e-be-taraf-o-fasl-e-be-samar guzrii
tire baGair guzarnaa hii kyaa magar guzrii
Khursheed Rizvi
Ghazal
ye kaar-e-be-samar hai agar kar liyaa to kyaa
ik daa.ere me.n ham ne safar kar liyaa to kyaa
Talib Ansari
Ghazal
be-samar mausamo.n me.n janmii huu.n
zard patto.n kaa dukh samajhtii huu.n
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
Rahman Khawar
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
in pattharo.n ke saa.e me.n ruknaa fuzuul hai
be-barg-o-be-samar hai.n ye kohsaar dekhnaa
Imtiyaz Saghar
Ghazal
zanjiir hai jaziira hai yaa shaaKH-e-be-samar
ab kaun sii lakiir salaamat hai haat kii