SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-suud-e-tajassus"
Ghazal MATCHES FOR "be-suud-e-tajassus"
Ghazal
ye ishq-vishq kaavish-e-be-suud hai ai dost
aisii hai ye KHushii ki jo mahduud hai ai dost
Manzar Suhai
Ghazal
Mehboob Rahi
Ghazal
ai merii aa.nkho ye be-suud justujuu kaisii
jo KHvaab KHvaab rahii.n un kii aarzuu kaisii
Abdul Wahab Sukhan
Ghazal
kisaano.n ko mayassar jab nahii.n do vaqt kii roTii
to aise khet ko be-suud-o-banjar likh diyaa jaa.e
Murlidhar Sharma Talib
Ghazal
be-suud ek silsila-e-imtihaa.n na khol
sab dekh dekhtaa hii chalaa jaa zabaa.n na khol
Hakeem Manzoor
Ghazal
chaara-gar koshish-e-be-suud hai tadbiir-e-ilaaj
ham na hote to maraz qaabil-e-darmaa.n hotaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
fursat-e-be-suud sa.ii-e-raa.igaa.n rakhte the ham
thaa du.aa.o.n se pare vo aastaa.n rakhte the ham
Muzaffar Shikoh
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
pand-e-be-suud se behtar thaa ki yaa-huu kahte
kaash insaa.n ke evaz bante kabuutar vaa.iz
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
zor-e-amvaaj-e-talaatum se hai dariyaa dariyaa
harf-e-be-suud ki dariyaa me.n guhar hai ki nahii.n
Syed Amin Ashraf
Ghazal
mai.n dekhtaa rahtaa huu.n ki vo khi.Dkii hai KHaalii
taa-haal yahii raunaq-e-be-suud hai mujh me.n
Aatif Kamal Rana
Ghazal
kitnii sadiyo.n se use Dhuu.nD rahe ho be-suud
aa.o ab merii taraf aa.o KHudaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
din-raat raah-e-ishq me.n be-suud aah kar
hai husn kaa taqaazaa ki KHud ko tabaah kar
Yousuf Bin Mohammad
Ghazal
kab talak dair-o-haram kii ye hadiis-e-be-suud
mas.ale aur hai.n naaquus-o-azaa.n se aage
Obaidur Rahman
Ghazal
dil ko us but se hai phir ajr-e-vafaa kii ummiid
sa.ii-e-be-suud me.n haasil kaa KHayaal aayaa hai
Muzaffar Shikoh
Ghazal
shauq me.n zabt hai malhuuz magar kyaa ma.aluum
kis gha.Dii be-KHabar-e-suud-o-ziyaa.n ho jaa.uu.n