SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-yaqii.n"
Ghazal MATCHES FOR "be-yaqii.n"
Ghazal
ko.ii farhaad jaise be-zabaa.n ko qatl kartaa hai
'yaqii.n' ham vaa.n agar hote to ik-do bachan karte
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
Inamullah Khan Yaqeen
Ghazal
hamii.n vafaa.o.n se rahte the be-yaqiin bahut
dil-o-nigaah me.n aa.e the mah-jabiin bahut
Siraj Faisal Khan
Ghazal
jab husn kii asaas dil-e-be-yaqii.n pe hai
phir kis liye ham apne jigar ko lahuu kare.n
Saba Naqvi
Ghazal
ye fazaa-e-be-yaqii.n hii banii rabt me.n tavaazun
na ye rasm-o-raah rahtii agar e'tibaar karte
Quaiser Khalid
Ghazal
KHirad be-amal be-yaqii.n kam-nazar
jahaa.n me.n junuu.n kii himaayat kare.n
Om Prakash Laghar
Ghazal
zaaviye bahaaro.n ke sab hasiin hote hai.n
jhuuT ke sabhii mausam be-yaqiin hote hai.n
Sahar Ali
Ghazal
mai.n be-yaqiin huu.n aisaa ki mere haatho.n me.n
tamaam aayate.n suuraj kii raa.egaa.n dekho
Ahmad Shanas
Ghazal
ye be-yaqiin sii aasuudgii bataatii hai
ki ek qarya-e-viiraa.n mirii talaash me.n hai
Noshi Gilani
Ghazal
vo be-yaqiin bharosa na kar sakaa varna
the mere saath ka.ii log e'tibaar ke bhii
Saleem Siddiqui
Ghazal
be-sukuun shaamo.n se be-yaqiin sub.ho.n tak
tai hu.aa hai aaKHir har marhala bichha.Dne kaa
Saima Aftab
Ghazal
dariyaa to de rahaa hai hame.n raasta 'zahiir'
ham be-yaqiin paa.nv magar dhar nahii.n rahe