SEARCH RESULTS
Showing search results for "bechaargii"
Ghazal MATCHES FOR "bechaargii"
Ghazal
dekh be-chaargii-e-kuu-e-mohabbat ko.ii dam
saa.e ke vaaste diivaar du.aa kartii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
be-chaargii pe chaaragarii kii hai.n tohmate.n
achchhaa kisii se ishq kaa maaraa na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
TuuTe dhaage hii se karte hai.n rafuu chaak-e-jigar
kaun bechaargii-e-siina-figaaraa.n samjhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
na jaane kitnii naqaabe.n ulaTtaa jaataa huu.n
janm janm se mai.n bechaargii kii qaid me.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
be-gaangii-e-tarz-e-sitam bhii bahaana-saaz
be-chaargii-e-karb-o-alam bhii bahaana-saaz
Ada Jafarey
Ghazal
shajar bechaargii se dekhtaa hai is tamaashaa ko
judaa shaaKHo.n se us kii ko.ii pattaa roz hotaa hai
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
parchhaa.iyo.n me.n Duubtaa dekhuu.n bhii mahr-e-umr
aur phir bachaa na paa.uu.n ye bechaargii to hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
diidanii hai ab shikast-e-zabt kii be-chaargii
muskuraataa huu.n magar dil dard se labrez hai