SEARCH RESULTS
Showing search results for "bechaargii"
Nazm MATCHES FOR "bechaargii"
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
be-chaargi
hazaar baar hu.aa yuu.n ki jab umiid ga.ii
gulo.n se raabta TuuTaa na KHaar apne rahe
Akhtarul Iman
Nazm
nur-jahan ka mazar
kyaa aalam-e-bechaargii ai taaj-varii hai
din ko yahii.n bisraam yahii.n shab-basrii hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ruh ki maut
lahuu ke naachte dhaare ke saamne ab tak
dil-o-dimaaG kii bechaargii nahii.n jaatii
Mustafa Zaidi
Nazm
jang
ma.asuuma-e-hayaat kii bechaargii to dekh
dast havas se husn kii Gaarat-garii to dekh
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
karachi
ba.Dii KHuubiyaa.n hai.n ba.De aadmii me.n
Gariibo.n kii kaTtii hai bechaargii me.n
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
meri nazmen tumhaari muntazir hain
phuul titlii rang jugnuu sab
mirii bechaargii par nauha-KHvaa.n hai.n
Saleem Ansari
Nazm
wo ek laDki
nazar pa.Dte hii apnii maa.n par
maa.n kii bechaargii ne use sahamnaa sikhaayaa
Mamta Tiwari
Nazm
tasKHir-e-fitrat ke baad
tirii sust-paimaa.ii aur apnii bechaargii kaa gila kar rahaa huu.n
Shahab Jafri
Nazm
shab-pargi
inhii.n KHayaalo.n me.n rahtii hai mubtalaa aksar
ye merii aql kii bechaargii