SEARCH RESULTS
Showing search results for "bechain"
Ghazal MATCHES FOR "bechain"
Ghazal
bechain bahut phirnaa ghabraa.e hu.e rahnaa
ik aag sii jazbo.n kii dahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
mujh se bichha.D kar hogaa samundar bhii bechain
raat Dhale to kartaa hogaa shor bahut
Zeb Ghauri
Ghazal
pe.Do.n ke baazu.o.n me.n mahaktii hai chaa.ndnii
bechain ho rahe hai.n KHayaalaat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
use bechain kar jaa.uu.ngaa mai.n bhii
KHamoshii se guzar jaa.uu.ngaa mai.n bhii
Ameer Qazalbash
Ghazal
aa.nkh bechain tirii ek jhalak kii KHaatir
dil hu.aa jaataa hai betaab machalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
ko.ii miltaa nahii.n ye bojh uThaane ke liye
shaam bechain hai suuraj ko giraane ke liye
Abbas Tabish
Ghazal
ham ashk judaa.ii ke girne hii nahii.n dete
bechain sii palko.n me.n motii se pirote hai.n
Hasrat Jaipuri
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
ik chubhan hai ki jo bechain kiye rahtii hai
aisaa lagtaa hai ki kuchh TuuT gayaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
dil pe mushkil hai bahut dil kii kahaanii likhnaa
jaise bahte hu.e paanii pe ho paanii likhnaa
Kunwar Bechain
Ghazal
ajab saa chain thaa ham ko ki jab the ham bechain
qaraar aayaa to jaise qaraar jaataa rahaa
Javed Akhtar
Ghazal
dil to bechain hai iz.haar-e-iraadat ke liye
kisii jaanib se kuchh iz.haar-e-karaamaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
aap jo phuul bichhaa.e.n unhe.n ham Thukraa.e.n
ham ko Dar hai ki ye tauhiin-e-mohabbat hogii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ik nazar naza.a me.n dekhii thii kisii kii suurat
muddato.n qabr me.n bechain dil-e-zaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
is tarah mil ki mulaaqaat adhuurii na rahe
zindagii dekh ko.ii baat adhuurii na rahe