SEARCH RESULTS
Showing search results for "bechain"
Nazm MATCHES FOR "bechain"
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
aag bahte hu.e paanii me.n lagaa aayaa huu.n
kitnaa bechain unhe.n lene ko ga.ngaa-jal thaa
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
teri aawaz
aur ye ruuh jo tere liye bechain sii hai
giit ban kar tire ho.nTo.n pe machal jaa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek mulaqat
tirii ta.Dap se na ta.Dpaa thaa meraa dil lekin
tire sukuun se bechain ho gayaa huu.n mai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
andeshe
ruuh bechain hai ik dil kii aziyyat kyaa hai
dil hii sho.ala hai to ye soz-e-mohabbat kyaa hai
Kaifi Azmi
Nazm
ban-bas
kuchh dino.n ke liye sunsaan saa lagtaa hogaa
aam ke baaG me.n bechain phirii hogii bahaar
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
koi dil ki chahat se majbur hai
tum bhii bechain ho ham bhii betaab hai.n
jab se aa.nkhe.n milii.n dono.n be-KHvaab hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
mere bechain KHayaalo.n pe ubharne vaalii
apne KHvaabo.n se na bahlaa merii tanhaa.ii ko
Qateel Shifai
Nazm
nakaami
kasrat-e-Gam bhii mire Gam kaa mudaavaa na hu.ii
mere bechain KHayaalo.n ko sukuun mil na sakaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
aansu
bechain uma.ngo.n ne na samjhaa hii na dekhaa
betaab javaanii ke nazaare hai.n ye aa.nsuu
Nushur Wahidi
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
kab hai maGrib ka.aba-e-haajat-ravaa tere liye
aa ki hai bechain ruuh-e-asia tere liye
Josh Malihabadi
Nazm
chal aa ek aisi nazm kahun
mai.n aah likhuu.n tuu haa.e kare
bechain likhuu.n bechain ho tuu
Amir Ameer
Nazm
sharnathi
merii aa.ankho.n me.n basne ko bechain hai.n
mai.n isii KHauf se raat bhar