SEARCH RESULTS
Showing search results for "besh-bahaa"
Ghazal MATCHES FOR "besh-bahaa"
Ghazal
tuu mo'tariz na ho itnaa malaal-e-besh-bahaa
kabhii kabhii to hame.n muskuraanaa hotaa hai
Ataul Hasan
Ghazal
bas ik charaaG hai apnii mata-e-besh-bahaa
so shaam aatii rahe ham use jalaate rahe.n
Asad Badayuni
Ghazal
ye la.al-e-laKHt-e-jigar hai vo la.al-e-besh-bahaa
ki kaam kartii nahii.n chashm-e-jauharii jis me.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
har ek harf jo samjho to ek baab lage
vo aisii besh-bahaa ik kitaab de ke gayaa
Shareef Ahmad Qureshi
Ghazal
Wajeeh Sani
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Basheer Dada
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
Anees Ansari
Ghazal
thaa tuu bahaa me.n besh par us lab ke saamne
sab mol teraa laal-e-badaKHshaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
mumkin nahii.n ki mil sake ye jins-e-be-bahaa
mai.n varna dil ko bech ke dil kaa qaraar luu.n
Ibrahim Faiz
Ghazal
imtiyaaz-e-besh-o-kam se duur hai
dil mohabbat ke nashe me.n chuur hai
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
uu.nchaa makaan biivii ke zevar ye gaa.Diyaa.n
tum ne zamiir bech ke kyaa kyaa banaa liyaa