SEARCH RESULTS
Showing search results for "besh-bahaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "besh-bahaa"
Sher
Shad Lakhnavi
Ghazal
tuu mo'tariz na ho itnaa malaal-e-besh-bahaa
kabhii kabhii to hame.n muskuraanaa hotaa hai
Ataul Hasan
Ghazal
bas ik charaaG hai apnii mata-e-besh-bahaa
so shaam aatii rahe ham use jalaate rahe.n
Asad Badayuni
BOOKS MATCHES FOR "besh-bahaa"
MORE MATCHES FOR "besh-bahaa"
Ghazal
ye la.al-e-laKHt-e-jigar hai vo la.al-e-besh-bahaa
ki kaam kartii nahii.n chashm-e-jauharii jis me.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Nazm
wirsa
aur daulat bhii ye aisii ki kahii.n besh-bahaa
ek ik motii kaa hai rang alag shaan judaa
Daud Ghazi
Nazm
dil-e-safi
girah me.n huu.n raushe.n besh-bahaa patthar kii
saaf aisii ki na ratankaa bhii nazar aa.e vahaa.n
Suraj Narayan Mehr
Nazm
ishq-nama
'ishq insaa.n ke liye besh-bahaa daulat hai
'ishq mil jaa.e jise us kii ba.Dii qismat hai
Khalid Azmi
Ghazal
har ek harf jo samjho to ek baab lage
vo aisii besh-bahaa ik kitaab de ke gayaa