SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhatiije"
Ghazal MATCHES FOR "bhatiije"
Ghazal
yuu.n to dushvaar hai chhoTe kaa ba.Daa ho jaanaa
har bhatiije kii hai me.araaj chachaa ho jaanaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
beTe bhatiije bhaa.ii vaare nahii.n jhukaa vo
baatil ko haq na maanaa itnaa saa mudda.aa thaa
Zafar Awan
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
ha.nstii-bastii raaho.n kaa KHush-baash musaafir
rozii kii bhaTTii kaa ii.ndhan ban jaataa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
bargashta-e-yazdaan se kuchh bhuul hu.ii hai
bhaTke hu.e insaan se kuchh bhuul hu.ii hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
miT ke bhii duuri-e-gulshan nahii.n bhaatii yaa rab
apnii qudrat se mirii KHaak me.n par paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ranj-o-alam kii bhaTTii me.n 'naayaab' Daal kar
kundan banaa rahaa huu.n mai.n apne vajuud ko
Jahangeer nayab
Ghazal
ek bhaTke hu.e raahii ko sahaaraa de kar
jhuuTii manzil kaa nishaa.n tum ne dikhaayaa kyuu.n thaa
Saba Afghani
Ghazal
kar ke taaviiz rakhe.n us ko bahut bhaatii hai
vo nazar paa.nv pe vo baat divaanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis gumaa.n me.n hai.n tire shahr ke bhaTke hu.e log
dekhne vaale palaT kar nahii.n jaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
dil dard kii bhaTTii me.n ka.ii baar jale hai
tab ek Gazal husn ke saa.nche me.n Dhale hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
ham jo bhaTke bhii to kis shaan-e-vafaa se bhaTke
ham ne har laGzish-e-paa me.n tiraa iimaa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
matruuk raaste me.n lagaa sang-e-miil huu.n
bhaTke hu.e ke siidhe qadam gin rahaa huu.n mai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
Kamil Bahzadi
Ghazal
merii parvaaz kisii ko nahii.n bhaatii to na bhaa.e
kyaa karuu.n zehn 'muzaffar' miraa jibriilii hai
Muzaffar Warsi
Ghazal
har ik suurat hame.n bhaatii nahii.n hai
ko.ii suurat hame.n bhaatii nahii.n hai