SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhe.D"
Ghazal MATCHES FOR "bhe.D"
Ghazal
Meeraji
Ghazal
tanhaa hu.aa safar me.n to mujh pe khulaa ye bhed
saa.e se pyaar dhuup se nafrat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
is jaziire par azal se KHaak u.Dtii hai havaa
manzilo.n ke bhed phir bhii raasto.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake
hairaan hai.n ki aaj na.ii baat kyaa kare.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ru.ndhe gale kii du.aa.o.n se bhii nahii.n khultaa
dar-e-hayaat jise maut bhe.D detii hai
Gulzar
Ghazal
ye pasiina vahii aa.nsuu hai.n jo pii jaate the ham
'aarzuu' lo vo khulaa bhed vo TuuTaa paanii
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
masaafat-e-shab-e-hijraa.n ke baa'd bhed khulaa
havaa dukhii hai charaaGo.n kii aabruu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
ham dekhte hai.n tum me.n KHudaa jaane buto kyaa
is bhed ko allaah kii qasam kah nahii.n sakte
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
bhed paa.e.n to rah-e-yaar me.n gum ho jaa.e.n
varna kis vaaste be-kaar me.n gum ho jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ab tiraa hijr musalsal hai to ye bhed khulaa
Gam-e-dil se Gam-e-duniyaa kaa fusuu.n kuchh kam hai
Ahmad Faraz
Ghazal
badan kaa khel thii.n us kii mohabbate.n lekin
jo bhed jism ke the jaa.n se kholtaa thaa mai.n
Obaidullah Aleem
Ghazal
mai.n zaKHm zaKHm hu.aa jab to mujh pe bhed khulaa
ki pattharo.n ko samajhtii rahii.n guhar aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
ehtiyaat rakhne kii ko.ii had bhii hotii hai
bhed ham ne khole hai.n bhed ko chhupaane me.n