SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhe.D"
Nazm MATCHES FOR "bhe.D"
Nazm
jashn-e-ghaalib
urdu ke ta'alluq se kuchh bhed nahii.n khultaa
ye jashn ye ha.ngaama KHidmat hai ki saazish hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
yatiim aa.nsu.o.n se takiya bhiig jaataa thaa
kisii se ghar me.n na kahtaa thaa apne dil kaa bhed
Firaq Gorakhpuri
Nazm
roTiyan
chaudah tabaq ke jitne the sab bhed khul ga.e
ye kashf ye kamaal dikhaatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
kis tarah ban me.n aa.ankho.n ke taare ko bhej duu.n
jogii banaa ke raaj-dulaare ko bhej duu.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
baap bhaa.ii ho yaa ki ho beTaa
bhed paataa nahii.n munajjam kaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
chand nasihaten
hai isii me.n bhed izzat kaa agar samjhe ko.ii
chhoTe bachcho.n ko buzurgo.n kii itaa.at chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
tujh me.n chhupaa raahat-e-jaa.n kaa hai bhed
chho.Diyo 'haalii' kaa na saath ai umiid
Altaf Hussain Hali
Nazm
shairi sach bolti hai
laakh pardo.n me.n rahuu.n bhed mire kholtii hai
shaa.irii sach boltii hai