SEARCH RESULTS
Showing search results for "bheje"
Ghazal MATCHES FOR "bheje"
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
sham o parvaana na mahfil me.n ho.n baaham zinhaar
sham.a-ruu ne mujhe bheje hai.n ye parvaane do
Miyan dad Khan Sayyah
Ghazal
havaa ke haath bhii paiGaam vo agar bheje
KHayaal ban ke bhii us ke nagar na jaa.uu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
bheje detaa hai unhe.n ishq mataa-e-dil-o-jaa.n
ek sarkaar luTii jaatii hai sauGaato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
iimaa hai ye ki deve.nge nau din ke baa'd dil
likh bheje KHat me.n sher jo be-dil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
baadaam do jo bheje hai.n baTve me.n Daal kar
iimaa.n ye hai ki bhej de aa.nkhe.n nikaal kar
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ham nikal aa.e hai.n ab dhuup me.n jalne ke liye
ko.ii baadal nahii.n bheje ko.ii saaya na kare
Abrar Ahmad
Ghazal
ye kaisii baat miraa mehrbaan bhuul gayaa
kumak me.n tiir to bheje kamaan bhuul gayaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
tabaah shahr ko pahle kiyaa phir is ke ba.ad
hamaare shahr me.n bheje tamaash-biin us ne
Zia Zameer
Ghazal
vo jaisaa abr bheje jo havaa sar par chalaa.e vo
mire dariyaa mire sahraa mire kohsaar gum us me.n
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
jinhe.n pyaar ke phuul ham ne the bheje
vahii dil pe KHanjar chalaane lage hai.n
Aman Kumar Musafir
Ghazal
aaj ik husn ne bheje the sipaahii apne
farhat-ehsaas mohabbat me.n giraftaar gayaa
Farhat Ehsas
Ghazal
bheje detaa hai unhe.n ishq mataa-e-dil-o-jaa.n
ek sarkaar luTii jaatii hai sauGaato.n me.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
bahut se phuul the aur saare achchhe rango.n ke
sabaa ne bheje the jo kal tire payaam ke saath